Mumkin hay tu jisko samajhta hay baharan
oron kee nigahon main woh mosam ho hizan ka!
Hay Sil-Sila ahwal ka har lehza dagargoon
ay salik rah fikar na kar sood o zyan ka!
Shayed keah zameen hay yeah kissi aur jahan ki
tu jisko samajhta hay falak apnay jahan ka!
——— By: Dr. Allama Mohammd Iqbal
now this is awesome!



Great piece or poetry !!! specially the last shair
By: Naveed Zafar on April 3, 2007
at 8:54 pm